Digital Marketing Kya hai ?
Hum Sabhi Aaj Kal Internet se Jude Hue hain Aur Internet par din pratidin log bhadte hi ja rahe hain. Aaj kal Sab kaam Digital Tarike se Hone lag gaya hai. Sath me Modi ji me Digital India banaya hai. Aaj kal Business me Online Marketing bahut jada badh gyi hai.
Digital Marketing me Hum Products ko online Promote(Prachar) karte hain. Apne Products ko Hum Online Promote karne ke Liye Hum Apni Website banate hain, Mobile app banate hain, Social Media ke Jariye Products ko Promote karte hain. Marketing ka Matlab hi Yahi hai ki Logo ke sath Us time Milna Jab veh ek Right Jagah Par hon aur Veh Unse Milne ka Time sahi ho. Aur Internet Sabse acha Madhyam Hai Amazon, Flipkart, Snapdeal jaisi Badi Ecommerce Websites ka Sahara Lekar Products ko Promote karte hain. Hum Is marketing ko Digital Marketing, Web Marketing ya Internet Marketing Bhi Keh Dete hain.
Har ek Person aaj kal ki Veh Kaise Digital Marketing Expert ban sakta hai, Jis se veh bahut acha paisa kama sake. Par Humen yeh nhi pata hota hai ki Digital Marketing ko kaise Sikhe. Aap sochte honge ki bahut se log Isme acha kama rahe hain. Iska Secret kya hai.
To Main aap Sabhi ko Yeh Batane se Pehle “Kaise Bane Digital Marketing Expert” Main aapko Yeh Bata Deta hoon Ki Humen Digital Marketing Expert ban na Kyun hai.
Hum Digital Marketing Expert ban na Kyun Chahte Hain ?
Digital Marketing Is time Sabse jada Tezi se Tarakki Karne Waali Industries me se ek hai. Digital Marketing ki Badhne ki Percentage 40% hai, Isiliye Log Is Industry ki Taraf Badh rahe hain. Yeh Is Liye Acha hai Kyun ki Ise aap Apne Ghar me Bhi Kar sakte hain Isi Wajah se In Dino Digital Marketers Poore World me Demand par hain.
Digital Marketing ke Important Components(Ansh) Konse Hain?
- Search Engine Optimization(SEO)
- Search Engine Marketing(SEM)
- Pay Per Click(PPC)
- Content Marketing
- Web Analytics
- Email Marketing
- Mobile Marketing
- Inbound Marketing
- Social Media Marketing
- Affiliate Marketing
- Native Advertising
- Marketing Automation
- Online PR
Kaise Main Digital Marketing Expert Ban Sakta Hoon ?
Humesha Aap Digital Marketing Expert ban ne ke Baare me Sochoge to aap Ache tarike se Ban jaoge. Bahut se Digital Marketing Courses aur Coaching Programs hain jo aapko Healp Kar sakte hain. aapne Dekhna hai ki Aap konsa acha lagta hai.
- Sabse Pehle aapko Iske Andar tak jakar Ise Samjhna Padega aur Uske baad Advanced Concepts par dhyan dena hoga.
- Iska Jo Master Course hai veh aapko Isme Bahut Help karega. Is se aapko Acha Experience Bhi Milega.
- Aapne Apni Planing change nhi karni hai Agar aap Aise hi ache se real Experience Lete Rahe to Digital marketing Expert ban sakte hain.
Best Tips Jis se aap Digital Marketing me Expert Ban Sakte hain.
Aapne Dekha Hoga ki Bahut si Badi Websites Jaise Facebook, Twitter Bahut Acha Paisa Kama Rahi hai. Iska Matlab Yeh Companies Digital Marketing me paise laga Rahi hain.
Digital Marketing Experts ko Follow kare-
Social Media ek bahut Achi Jagah hai jahan par aap Digital Marketing ke Baare me Sikh Sakte hain. Aap Mark Zuckerberg, Joe Pulizzi, Gary Vaynerchuk ko Follow karke aap Apni Skills ko Increase kar sakte hain.
Humesha Update Rahen New Trends ke Sath.
Aapko Humesha Updated Rehna hai Agar aap Digital Marketing Expert ban na Chahte hain.
Aur Kya kya Karke Hum is Field me Expert ban Sakte hain?
Digital Marketing ke Liye Aap jo Aaj hi Start Karna Chahiye Veh Hai-
- Sabse Pehle to aapke Paas Computer aur Internet Connection hona Jaroori hai. Phir aapne Apne Concepts ko Chote Projects par apply karna hai.
- Aisa Topic Select kijiye jisme Aapko Interest ho aur Us par Blogging Shuru kar Dijiye. Isme aapki Cost Sirf $60 per Year hi Lagegi Veh bhi Domain aur Hosting ka.
- SEO ke Baare me Padhiye aur SEO par Articles Likhiye.
- Google Analytics Tracking code se Apne Blog ki Traffic Track kijiye.
- Humesha Trending Articles par likhiye.
- Facebook page Create kariye Aur Us par ache articles Share kijiye.
- Email Subscribers Increase kariye. Mailchimp, Aweber Use karke.
- Google Adsense ka Use kariye. Aur Ads ko Apne Blog par Set kariye.
- Apne Blog Ko Mobile Friendly jaroor Banayiye.
Aapko In Digital Marketing Skills ki bahut Jaroort hai.
Content Likhna Aana Chahiye- Bahut si Companies is Pareshani Se guzar rahi hain ki Kaise Content Create karke Customers ko Apni taraf Aakarshit Kiya Jaye. Agar aapme Yeh Skill hai to Aapko iska Bahut Fayda Milega.
Video Banani Aani Chahiye- Aaj Kal Video Content Bahut Trend me hai. Aapke Andar Video Banane ki Quality honi Chahiye. Jis se aap Apne Brand ki value ko increase Kar sake.
Web Design Banana Aana Chahiye- Agar aapka Web Design best hai to Is se value Increase hoti hai. Design Mobile Friendly hona Chahiye.
Social Media Skills Hone Jaroori Hain- Agar aap Social Media Me Strong ho to Is se Aapke Business par Bahut Effect padta hai. Yeh Aapke product ki Market Par bahut Asar daalta hai.
Blog Website Kaise Banaye Full Guide Hindi me
300+ Free Social Bookmarking Sites ki New List 2017
SEO Kya Hai SEO karne ke kya Fayde hai Free SEO Guide
On Page SEO- Apne Post or Page ko Full Optimize Kaise kare
Google Par Photo Upload Kaise Kare Step Wise Step Poori Jankari
Digital Marketing and Digital Marketing Expert ke baare me bahut achi tarah se hindi me guide kiya hai aapne, aur aapki site ka look kafi attractive hai, thank you sir helpful article share karne ke liye.
Thank you Sanju Dangar ji. Keep Visitng HindiSeHelp.
agar hamko digital marketing karni hoto kya karna hoga face book par karni hai
Hum Facebook Page par Promotional Images Share kar sakte hain. Aur un Images ko Promote kar sakte hain. Facebook Promotion bhi Digital marketing ka hi ek part hai. thanks
Digital Marketing Expert ke baare me bahut achi tarah se hindi me guide kiye hn aap,
ek chij janna chahta hun, kya hindi me blog likh kar online paisa kamaya ja sakta h.
Thank you Rakesh Kumar Dwivedi ji. Aap Hindi me Blog Likhkar Acche paise kama sakte hain.
Wow best trick for digital marketing tks raghav
Thank you Keyur Verma ji. Keep Visiting HindiSeHelp
nice trick bro…
Thank you Dharmendra Verma ji.
bhai kuchh aur post likhiye detail me digital marketing ke bare me.
Wowww Good – Good Very Nice Website Keep It Up
good 😉
Thank You Keyur Verma ji.
Sir me MCA passout hu
Mujhe samjh nhi aa rha he
Aage kya krna chahiye
Please help me
Agar Aapko Programming me Interest hai to Veh Bhi best hai. Agar aap Digital Marketing me Jana chahte ho to Digital Marketing Is time bahut acchi field hai. Thanks
hi sir
thank you for information it is helpful
Thank you Biophar ji. Keep visiting HindiSeHelp
Hello to every body, it’s my first go to see of this weblog; this webpage contains amazing and truly good stuff for
visitors.
Thank you Friend.
hi sir
thank you for information it is helpful
Thank you Sunny. keep visiting HindiseHelp
Very Useful article.
Thanks for sharing this information…
Thank you Riya ji. Keep visiting HindiSeHelp
Hii.. Sir ..
I’m Soniya Roy Thank you so much for information it is helpful i like that..
Thank you very Much Soniya ji.
Nice article provide ki hai…..
Thank you Aman kumar Singh ji.
very nice and wisdom topic
Thank you Nikhil ji.
very nice post …thank you for sharing
Thank you Gaurav Patyal ji.
Sir nice post
Thanks Ankit Prasad.
Great article
Thank you Jigar Parmar ji.
This article is very good.check for Get free Digital Marketing Course